subh-e-magroor ko vo shaam bhi kar deta hai | सुब्ह-ए-मग़रूर को वो शाम भी कर देता है - Nadeem Farrukh
subh-e-magroor ko vo shaam bhi kar deta hai
shohraten cheen ke gumnaam bhi kar deta hai
waqt se aankh milaane ki himaakat na karo
waqt insaan ko neelaam bhi kar deta hai
सुब्ह-ए-मग़रूर को वो शाम भी कर देता है
शोहरतें छीन के गुमनाम भी कर देता है
वक़्त से आँख मिलाने की हिमाकत न करो
वक़्त इंसान को नीलाम भी कर देता है
