Kya bat hai Sare Rasm o Rivaz badal gaye.Aaya esa Waqt ki Aadab o Alqab badal gaye..

Kya bat hai Sare Rasm o Rivaz badal gaye.
Aaya esa Waqt ki Aadab o Alqab badal gaye..
Kaisi Yari kaisa pyar kaisi Shanasaei.
Zamane ke Tagayur se Parindon ke surkhab badal gaye..

Dhaya esa #Kahar Aalam e Rozgar ne.
#Shahar me faqat makan hi makan hai #Insan badal gaye  

#Insaniyat abhi zinda hai ,Bas kuch logon se sharminda hai
 #Hindustan abhi Tabindah hai Bas kuch Logon se #Ranjidah hai.. 

Adami aadami ka Dushman huva ja raha hai.Yeh soch kar me Namdidah hun..
zindagi ka kya bharosa yeh to mukhtasar hai Haq ki bat koi nahi kar raha is bat se me Larjidah hun... 

Umangen Jarasim e Corona ke Sailab me bah gai ..
Ahasasat e Zindagi jate rahe Faqat Jinda Lashe Rah gai.
 Hindustan ki Tahzeeb me bhi bala ka Ujala hai...
Yahan kisi Durga ki Murti ko bhi Imran kandhe pe uthata hai.  
Firdosi

M Farooq Sumro

I am a vlogger. Making vlogs is my passion.

Post a Comment

Previous Post Next Post