Mohabbat
Mohabbat na-samajh hoti hai samajhaana zaroori hai
jo dil mein hai use aankhon se kahalaana zaroori hai
bahut bebaak aankhon mein talluq tik nahin paata
mohabbat mein kashish rakhane ko sharmaana zaroori hai
Pro. Waseem Barelvi
मोहब्बत ना-समझ होती है समझाना ज़रूरी है
जो दिल में है उसे आँखों से कहलाना ज़रूरी है
बहुत बेबाक आँखों में तअ'ल्लुक़ टिक नहीं पाता
मोहब्बत में कशिश रखने को शर्माना ज़रूरी है
प्रो. वसीम बरेलवी साहब
