Ahl-e-kirdār hī nibhāte haiṉ wafādārī
Be-meyār logōṉ ke kirdār nahīṉ hote,
Palaṭ jānā badal jānā sifat hai in kī,
Be-zamīr log qābil-e-e'tibār nahīṉ hote - Ashq
अहले किरदार ही निभाते हैं वफादारी
बेमेयार लोगों के किरदार नहीं होते,
पलट जाना बदल जाना सिफ्त हे इनकी,
बेज़मीर लोग क़ाबिले ऐतबार नहीं होते - अश्क़..
