Khwaab bankar na dil jalaya karo , Subah ke ujalon me bhi chale aaya karo ..



Khwaab  bankar na  dil  jalaya  karo ,

Subah ke ujalon me bhi chale aaya karo ..


Waqt  kal  fursat de na de  kahin Neel  ,

Kuch khushbuen idhar bhi de jaya karo ...


Neel Farrukhabadi...


#ख्वाब बनकर ना दिल #जलाया करो ,

सुबह के #उजालों में #चले आया करो ..


#वक़्त कल #फुरसत दे न दे कहीं नील,

कुछ #खुशबूएं इधर भी #दे जाया करो ..


#नील  फर्रुखाबादी ...



M Farooq Sumro

I am a vlogger. Making vlogs is my passion.

Post a Comment

Previous Post Next Post