Ek Qatara Hi Sahi Ankh Mein Pani to Rahe, E Mohabbat Tere Hone Ki Nishaani to Rahe


Ek Qatara Hi Sahi Ankh Mein Pani to Rahe,

E Mohabbat Tere Hone Ki Nishaani to Rahe,

Bas Yahee Soch ke Yadon ko Teree De  Dee Panaah,

Is Naye Ghar Mein Koi Cheej Puraani to Rahe.


एक कतरा ही सही आँख में पानी तो रहे,
ऐ मोहब्बत तेरे होने की निशानी तो रहे,
बस यही सोच के यादों को तेरी दे दी पनाह,
इस नये घर में कोई चीज पुरानी तो रहे।




M Farooq Sumro

I am a vlogger. Making vlogs is my passion.

Post a Comment

Previous Post Next Post