Junoon hai zehan mein to ,housle talaash karo , Misaale-aab-e-ravaan,raaste talaash karo ! Ye iztiraab , ragon mein bahut zarooree hai , utho safar ke nae, silsile talaash karo !


Junoon hai zehan mein to ,housle talaash karo , Misaale-aab-e-ravaan,raaste talaash karo ! 
Ye iztiraab , ragon mein bahut zarooree hai , utho safar ke nae, silsile talaash karo !

Zehan = dimag, mind

Misal e Aabe-ravan = bahte hue Pani ki Tarah , Like the flowing water

Izterab = Bechaini, Betabi, Restlessness




जुनूँ है  ज़ेहन में तो ,हौसले  तलाश  करो ,

मिसाले-आब-ए-रवाँ, रास्ते  तलाश करो !

ये   इज़्तिराब , रगों   में   बहुत   ज़रूरी  है ,

उठो सफ़र के नए, सिलसिले  तलाश करो !


जेहन= दिमाग़, mind

मिसाले-आब-ए-रवाँ,  = बहते हुए पानी की तरह , Like the flowing water

इज़्तिराब = बैचैनी, बेताबी, Restlessness





M Farooq Sumro

I am a vlogger. Making vlogs is my passion.

Post a Comment

Previous Post Next Post